Jab Artemis ney PR900W mutarif karaye pichley saal tu, bahut sey log PCP airgun, kum price aur high quality finish mein dekh ker kush huye. Woh yeh jaan ker bahut purjosh thay keh Gamo Whisper X ki price mein, woh aik PCP Airgun khareed saktey hain, lekin yahan aik masla tha. Masla yeh tha keh tamaam PCP airguns mein 30-35 shots kay baad air-fill kerni perti hai, jis ka matlab hai keh har PCP airgun kay sath aap ko aik high pressure air pump kharedna parta hai jo keh cost mein airgun ya iss sey bhi ziyadha mahenga hota hai.
Artemis ney CR600W ki shakal mein iss ka hal diya hai. Yeh taqreeban PR900W ki tarah hi dikhti hai, lekin power kay liye Co2 cylinders istimal kiye jate hain. Yeh chotay Co2 cylinders market mein ba-asani sey dastiyaab hain aur koyi mahengay bhi nahin hain. Agar aap PR900W ko CR600W sey compare kerein tu, PR900W beshak aik superior Airgun hai FPS kay aitbaar sey (800 PR900W) ko compared karein (550 CR600W) sey. Lekin agar aap pump khareedney kay junjhat sey bachna chatey hain aur har 35 shots kay baad ki mushkil filling sey tu, CR600W aap kay liye behtreen hai.
Aik proper hunting CO2 rifle jis mein flat trajectory .177 ki, ya .22 caliber ki stopping power. Yeh naye CO2 rifle standard 12-gram CO2 canisters istemaal kerti hai aur iss mein aap aik rotary magazine ya aik single-shot tray koyi bhi aik laga saktey hain. Aik khobsurat beech stock sey iss ki tazeen -o -araish ki gayi hai, CR600W kisi bhi purjosh aur shukeen airgunner kay liye zaroori hai.
Description:
SPA ARTEMIS CR600W C02 AIR RIFLE 5.5MM
Caliber: 5.5MM
Velocity: 550FPS
Approximate Full Shots Per Capsule: 35
Suppressor: Silencing effect, front sight kay sath
Trigger: adjustable trigger, 0.5-4lbs
Characteristics:
Capable Velocity of over 650 FPS
Metal front sight, silencing effect kay sath
Both Single and Multi Shot
Adjustable trigger
Manual Safety
Portable c02 rifle
Specifications:
Muzzle Velocity |
up to 750 fps (229 m/s) in .177 cal / up to 650 fps (198 m/s in .22 cal |
Muzzle Energy |
up to 8 ft-lbs (11 J.) in .177 cal / up to 12 ft-lbs (16 J.) in .22 cal |
Barrel length |
19 inch (483 mm)
|
Overall length |
38.5 inch (978 mm)
|
Weight |
5 lbs (2.3 kg)
|
Action |
bolt
|
Safety |
manual |
Trigger |
two stage adjustable |
Stock |
ambidextrous
|
Full power shots |
30 at max power
|
Max shots per fill |
50 |
Magazine capacity |
9 rounds in .177, 7 rounds in .22, rotary |
Open sights |
post & adjustable v-sight |
Scope rail |
11 mm dove-tail
|